chupke chupke din aansu bahaana yaad hai
ham ko ab tak aashiqi ka vo zamaana yaad hai
khinch lena vo mera parde ka kona daf-atan
aur dupaTTe se tera vo munh chhupaana yaad hai
tujh se kuchh milte hi vo bebaak ho jaana mera
aur tera daanton mein vo ungli dabaana yaad hai
door baiThe hi se vo karna isharon mein kalaam
aankh se aankhon ko vo apni milaana yaad hai
Hasrat un ki bezubaani hi se sab kuchh keh gaye
ishq mein paimaan-e-ulfat ka nibhaana yaad hai
chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai
ham ko ab tak aashiqi ka vo zamaana yaad hai
khinch lo apni nigaahon ke fasaane Hasrat
aaj kuchh teri tabiyat hai udaasi ke qareeb
mashq-e-sukhan jaari chakki ki mashaqqat bhi rahi
ik turfa tamaasha hai Hasrat ki tabiyat bhi rahi
nazar-e-shauq bhi seham seham dil-e-betaab bhi tham tham
na poochh aalam-e-betaabi-e-dil aaj raat to bas tham tham
roshan jamaal-e-yaar se hai anjuman tamaam
dahka hua hai aatish-e-gul se chaman tamaam
hai mashahoor ki Hasrat ko hai shab ka aaram
shauq vo hai ki sahar tak nahin sone deta
Zamaana Hai
Jigar Moradabadi