Dhalti hui ye shaam hai Dilli ke baam par
Bikhri hui hai dhoop kisi taaq-e-jaam par
Galiyon mein gunj uthti hai aawaaz-e-azaan kahin
Aur ki dharkanon mein hai ek imtihaan kahin
Ujde diyaar-e- ki kya daastaan kahun
Har gosha-e-makaan mein chhupi ek figaan kahun
Zauq apne shahr ka ye fasaana likhe gaya
Mar kar bhi is zameen ka tarana likhe gaya
ab to ghabra ke ye kehte hain ke mar jaayenge
mar ke bhi chain na paaya to kidhar jaayenge
laai hayaat aaye qaza le chali chale
apni khushi na aaye na apni khushi chale
rahta sukhan se naam qayaamat talak hai zauq
aulaad se to hai yahi do din char din
kya kya fareb dil ko diye iztiraab mein
shaayad ye jaanta tha ke tu aane waala hai
duniya ne kis ka raah-e-fanaa mein diya hai saath
tum bhi chale chalo yunhi jab tak chali chale
ae zauq takalluf mein hai takleef saraasar
aaraam mein hai khidmat-e-aaqaa na karo tum